Baadshah Song Lyrics - Ankur Masih

Baadshah Lyrics 

 

Mohabbat ka baadshah,mohabbat ban ke aya

Mohabbat ka baadshah,Mohabbat ban ke aya

Roshni ka khuda roshni ban ke aya

Roshni ka khuda roshni ban ke aya


Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai


Khuda ne is jahan se,Itna pyar kia 

Papoon se chudaney,Apna beta de diya

Jo hai beyaas unki asha ban ke aya

Jo hai beyaas unki asha ban ke aya


Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai


Asha ke deep jalaney,pyar se duniya mehkaney

Bhuloon ko raah dikhaney,sabko khuda se milaney

Laya us par jo emaan,usne jeewan paya

Laya us par jo emaan,usne jeewan paya


Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai


Mohabbat ka baadshah,mohabbat ban ke aya

Mohabbat ka baadshah,mohabbat ban ke aya

Roshni ka khuda roshni ban ke aya

Roshni ka khuda roshni ban ke aya


Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai 

Pyar ban ke yeshu aya hai

Aya hai yeshu aya hai roshni ban ke yeshu aya hai


Music Video of Baadshah


Song Name ; Baadhah
Singer : Ankur Masih , Gopal Masih , Anand Masih
Lyrics : Gopal Masih