Dhanyawad Lyrics in Hindi - Red Sea Films

Dhanyawad Lyrics in Hindi

 

Chorus:

Meri har chahat ko

pura Tune hai kiya Yeshua

Aashayein meri sampoorna ho gayi Tujhmein

Yeshua


Verse 1:

Har bhook meri Tune hai jaana

Bahon main lekar

mujhko sammbhala


Pre-Chorus:

Dhanyawad Yeshua Tera

Dhanyawad Yeshua


Chorus:

Meri har chahat ko

pura Tune hai kiya Yeshua

Aashayein meri sampoorna ho gayi Tujhmein

Yeshua


Verse 2:

Meri sonch se pare

ascharaya kamo se

Tune panah di

har ek kami mein

Kataniyo main sab ujdhalage par

Tere haath ki parchayi

kabi na hategi


Pre-Chorus:

Dhanyawad Yeshua Tera

Dhanyawad Yeshua


Bridge:

Teri raahon se main khoya bhi agar

Phir bhi Teri krupa chode na mujhe

Har guzarish ko kabool

Tune hai kiya yeshua

Meri sawalon ka jawab Tu hi Yeshua

Dhanyawad Yeshua Tera

Dhanyawad Yeshua


Music Video of Dhanyawad