Pavitra Pavitra Song Lyrics - Ankur Masih

 Pavitra Pavitra Lyrics


Pavitra pavitra pavitra

Pavitra pavitra pavitra

Senaon ke Yahowa

Swargiya pita dayalu yeshu

Pavitra atma dhanyawaad

Dhanyawaad dhanyawaad

Dhanyawaad ho dhanyawaad


Tu hi Mahaan hai

karuna nidhaan hai

Sab namoon se hai aala

tera he naam hai

Tu hi Mahaan hai

karuna nidhaan hai

Sab namoon se hai aala

tera he naam hai

Sab namoon se hai allaa

Tera he naam hai


Hallelujah hallelujah Hallelujah

Hallelujah hallelujah Hallelujah


Tu jo tha aur hai phir aney wala hai

Apne logon ko sang le janey wala hai

Tu jo tha aur hai phir aney wala hai

Apne logon ko sang le janey wala hai

Apne logon ko sang le janey wala hai


Hallelujah hallelujah Hallelujah

Hallelujah hallelujah Hallelujah


Pavitra pavitra pavitra

Pavitra pavitra pavitra

Senaon ke Yahowa

Swargiya pita dayalu yeshu

Pavitra atma dhanyawaad

Dhanyawaad dhanyawaad

Dhanyawaad ho dhanyawaad


Music Video of Pavitra Pavitra


Song : Pavitra Pavitra
Singer : Ankur Masih
Music : Ankur Masih
lyrics : Gopal Masih