Tera Shukriya Lyrics - Anil Kant

Tera Shukriya Lyrics in Hindi

 

Aasma se aayi hai koi saugaat

Aur main karta hu jaijaikar

Tera shukriya tera shukriya tera shukriya karta hu prabhu

Shukriya tera shukriya tera shukriya main karu

Tu hi manzil meri jeevan ka maksad tu


Verse 1

Tu door ho ya paas ho tu hai mera khuda

Tune hi to diya hai mujhe jalaal jeevan ka

Tera shukriya tera shukriya tera shukriya karta hu prabhu

Shukriya tera shukriya tera shukriya main karu

Tu hi manzil meri jeevan ka maksad tu


Verse 2

Tu hai sukkun mere dil ka har saans mein basa

Tune sikhaya hai mujhko kalam pe chalana

Tera shukriya tera shukriya tera shukriya karta hu prabhu

Shukriya tera shukriya tera shukriya main karu

Tu hi manzil meri jeevan ka maksad tu


Aasma se aayi hai koi saugaat

Isi karan se hi jeevan mein mere aayi hai bahar

Shukriya tera ho prabhu

Shukriya tera ho prabhu


Music Video of Tera Shukriya



Song: Tera Shukriya |  तेरा शुक्रीया
Singer: Anil Kant
Music: Dr.Amit Kamle 
Composition and Lyrics: Dr.Amit Kamle
Album: Glorify Christ 6
Music Label: A.K. International Tourism