Teri ichha Puri Ho Jaye Song Lyrics - Ankur Masih

Teri ichha Puri Ho Jaye Lyrics in Hindi


 तेरी इच्छा पूरी हो जाये

हाथों में तेरे, जीवन है ये

मैं मिट्टी हूँ, तू है कुम्हार

मुझको उठा, मुझको बना


अपनी मर्जी पर मैं चलता रहा

तुझको कभी भी अपना ना कहा

लेकिन प्रभु आज से मैं

तेरे क्रूस को ले लेता हूँ

तेरी इच्छा...


मुश्किलों के सागर में

नैया मेरी डूब रही

खैवनहार यीशु तू है

आता हूँ मैं तेरे चरणों में

तेरी इच्छा...


जीवन मेरा तुम ही तो हो

साथी मेरा तुम ही बनो

मेरा आधार मेरी चट्टान

तुम ही तो हो तुम ही रहो

तेरी इच्छा.


Teri ichha Puri Ho Jaye Lyrics in English


Teri ichchha poori ho jaye

Haatho mei tere jeevan hai ye

Mei mitti hoon, tu hai kumhaar

Mujhko utha, mujhko bana


Apni marji par mei chalata raha

Tujhko kabhi apna na kaha

Lekin prabhu aaj se mei

tere krus ko le leta hoon

Teri ichchha…


Mushkilo ke sagar mei

Naiya meri doob rahi

Khewanhaar yeshu tu hai

Aata hoon mei tere charno mei

Teri ichchha…


Jeevan mera tum hi to ho

Saathi mera tum hi bano

Mera adhar meri chattan

Tum hi to the, tum hi raho

Teri ichchha


Music Video of Teri ichha Puri Ho Jaye 


Song Name : Teri ichha Puri Ho Jaye
By : Ankur Masih