जीवन के खोज में निकला रे | Jeevan ki Khoj Mein Nikla Re Lyrics in Hindi - Anil Kant

Jeevan ki Khoj Mein Nikla Re Lyrics in Hindi

 

जीवन के खोज में निकला रे

यसू पाया-4

मार्ग पाया सत्या पाया जीवन पाया रे-4


इस दुनिया में घोर अंधेरा

शैतान ने हैं डाला डेरा

सबके मान को उसने घेरा

सबके मान को उसने फेरा

निकला उजियले की खोज में….

 

मान के अंदर पाप की नगरी

भारती जाए कर्म की गागरी

कौन निकले भवसागर से

मेरी प्यासी अँखियाँ तरसें

निकला चुटकारे की खोज में…


Jeevan ki Khoj Mein Nikla Re Lyrics in Hindi


Jeevan ke khoj mein nikla re

Yesu paaya-4

Marg paaya satya paaya jeevan paaya re-4


Is duniya mein ghor andhera

Shaitaan ne hain daala dera

Sabke man ko usne ghera

Sabke man ko usne phera

Nikla ujiyale ki khoj mein….

 

Man ke andar paap ki nagri

Bharti jaye karm ki gagri

Kaun nikale bhavsagar se

Meri pyaasi ankhiyan tarsen

Nikla chutkare ki khoj mein….


Muisc Video of Jeevan ki Khoj Mein Nikla Re


Song : Jeevan ki Khoj Mein Nikla Re
By : Anil Kant